AAG

Ankit Kohli

Batoon main apni
Rehta tha main ghumshuda
Lakeeron main
Takhdeer dhoond ne chala
Teri chod
Main toh khudko nahi jaanta tha
Itne saalon se
Na khudko pehchanta tha
Suna bahoot kuch
Bola kum main
Kafi waqt bita
Thode gum main
Mile zakhm jo
Uska na gum hai
Meri jeet ka
Gavah ye aalam hai
Main hoon aandhi
Main hoon shola
Bhadka jo
Barood ka gola
Meri dharti
Mera ambar
Aane waala
Mera number
Asli nakli
Kya hai hota
Ab jaana hai iska
Antar
Jabse jaana
Mujhme
Aag ka samandar
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag jo bekaabo hai wo
Aag kisi ki kaam ki na wo
Aag pe kaabu lake dekho
Aag tumhare kaam ki hai wo
Aag banati
Raakh
Aag tape
Sona
Aag karati
Anth bhi
Aag se
Aarambh bhi
Main hi Arjun
Main hi drona
Paana seekha
Na seekha hai khona
Meri baari ab
Deraha hoon dastak
Kismat likhi khudhi
Dekh mera mastak
Duniya khel toh
Main hoon khiladi
Ab jeetne ki
Hai poori tayari
Bana main rakh se
Bana iss aag se
Mili jo roshni
Mili iss aag se
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag
Aag jo bekaabo hai wo
Aag kisi ki kaam ki na wo
Aag pe kaabu lake dekho
Aag tumhare kaam ki hai wo
Aag banati
Raakh
Aag tape
Sona
Aag karati
Anth bhi
Aag se
Aarambh bhi
Socha shayad
Mujhme
Himaat kum hai
Meri baari ab
Ye khel ka aarambh hai
Karna bahoot kuch
Baazoon main dum hai
Ye waala gaana
Main deraha
Shagun main
Haar ke Jeet
Haar se seekh
Girke uth
Phirna ruk
Ruk ke chal
Aage bad
Socha jo wo
Karta chal
Teri Jeet teri haar
Tera hi toh khayal
Tera naam
Tere kaam
Ka inaam

Trivia about the song AAG by Alpha

Who composed the song “AAG” by Alpha?
The song “AAG” by Alpha was composed by Ankit Kohli.

Most popular songs of Alpha

Other artists of Blues