Sang

Ankit Kohli

Sang rehne waale
Chale jaate
Yaadein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Baatein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Yaadein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Bas baatein rehjati
Yehi hai niyam
Na koi bharam
Saath hasne khelne ka
Karlo jatan
Na koi watan
Na koi dharam
Jaane ke baad
Na koi sanam
Raat ya din
Saath rahoo
Karni jo tumko
Wo baat karo
Mulakaat karo
Ardaas karo
Khatti meethi
Yadoon se aaj bharo
Maa baap
Bhai behen
Nekhre hamare
Jo karte sehen
Saath 7
Se tu 11
Aaj ko jeele
Kar na kal ka wehem
Sang rehne waale
Chale jaate
Yaadein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Baatein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Yaadein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Bas baatein rehjati
Rahega na kuch
Baka abhi
Sang saare
Baithenge saathi sabhi
Mehmaan sabhi
Maalik koi nahi
Sacche ka aaj
Kal kisi ka nahi
Aaj abhi
Baat karo
Apnoon ke aaj
Mithaas bharo
Rang bharo
Ye tum sang karo
Kal karlenge
Bharam na karo
Tum hum
Koi nahi
Iss chakkar
Se na nikala hai koi nahi
Saath haseen
Baat haseen
Apne to chahein
Mulakat haseen
Jaana toh hai
Sabko kabhi
Bas yaad aur baat
Rehjaein yahin
Adhoora rahe
Kuch bhi nahin
Rakhle tu baat
Kar na koi kami
Sang rehne waale
Chale jaate
Yaadein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Baatein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Yaadein rehjati
Sang rehne waale
Chale jaate
Bas baatein rehjati

Trivia about the song Sang by Alpha

Who composed the song “Sang” by Alpha?
The song “Sang” by Alpha was composed by Ankit Kohli.

Most popular songs of Alpha

Other artists of Blues