Yaane Yaane

Amitabh Bhattacharya

Ik Khushkhabri Kaano Kaan Phaili Hai
Haan Meri Jaan
Jiski Badaulat Jhoom Utha
Hai Dil Ka Soona Makaan
Haye Yaane Yaane Yaane Yaane
Aane Ko Hai Ik Mehmaan
Haye Yaani Yaane Yaane Yaane
Jiski Peshagi Hai Ye Muskaan

Haye Yaane Yaane Yaane Yaani
Aane Ko Hai Ik Mehmaan
Haye Yaani Yaane Yaane Yaane
Haath Aayi Hai Khushiyon Ki Haan

Ik Khushkhabri Kaano Kaan
Phaili Hai Meri Jaan

Karke Afsos Ko Rukhsat
Angdaiyan Leti Hai Kismat
Maalik Ki Ajeeb Hai Azmat
Itni Jaldi Jo Huyi Hai Kubool Dua

Parchaiyan Door Hain Humse
Ras Bhi Kahe Noor Kasam Se
Apni Umeed Ke Dum Se
Masla Har Fakar Aaj Fizool Hua

Dil Ka Mehka Hai Muhalla
Koocha Koocha Halla Gulla
Main Vaari Jaaun Allah Wallah Wallah Wallah

Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Yaaane Jashn Ka Hai Ye Farmaan
Haye Yaani Yaani Yaani Yaani
Jiski Peshagi Hai Ye Muskaan

Haye Yaane Yaane Yaani Yaanе
Yaaane Jashn Ka Hai Ye Farmaan
Haye Yaanе Yaane Yaane Yaane
Jiski Peshagi Hai Ye Muskaan

Haye Yaane Yaane Yaane Yaane Yaane
Harek Ko Hai Ik Mehmaan
Haye Yaani Yaane Yaane Yaane
Haan Khaayi Hai Khushiyon Ki Khaar

Trivia about the song Yaane Yaane by A.R. Rahman

When was the song “Yaane Yaane” released by A.R. Rahman?
The song Yaane Yaane was released in 2021, on the album “Mimi”.
Who composed the song “Yaane Yaane” by A.R. Rahman?
The song “Yaane Yaane” by A.R. Rahman was composed by Amitabh Bhattacharya.

Most popular songs of A.R. Rahman

Other artists of Pop rock