Aye Dil Bata

Chirantan Bhatt / Manoj Yadav

kyun baadalon ki gali chaand hairaan hai, kya pataa
armaanon ke sab iraade pareshaan hain, kyun bhalaa
kyun baadalon ki gali chaand hairaan hai, kya pataa
armaanon ke sab iraade pareshaan hain, kyun bhalaa

aye dil bata
jaane kyun iss martabaa
tune mujhe ye kya keh diya
aye dil bata
aise kyun hairat bhara
ye pyaar yun tune de diya

aye dil bata
aye dil bata
aye dil bata
aye dil bata

samjhaaya tujhe kitna phir bhi
kiya tune bas apne mann ki
galiyon mein jaa ke kyun baitha ishq ki

kuch nahi ab mere bas mein
kuch nahi yahaan tere bas mein
badmashiyan hain ye kiski ishq ki
be-pata laapata ho chala

aye dil bata
jaane kyun iss martabaa
tune mujhe ye kya keh diya
aye dil bata
aise kyun hairat bhara
ye pyaar yun tune de diya

jaanta hoon, tu sahi hai
phir bhi mera kyun nahi hai
dil mein kiska ye dakhal hai
sab pareshaan se pal hai
mujhme hoke bhi hai mujhse kyun door

aye dil bata
jaane kyun iss martabaa
tune mujhe ye kya keh diya
aye dil bata
aise kyun hairat bhara
ye pyaar yun tune de diya

Trivia about the song Aye Dil Bata by Arijit Singh

Who composed the song “Aye Dil Bata” by Arijit Singh?
The song “Aye Dil Bata” by Arijit Singh was composed by Chirantan Bhatt and Manoj Yadav.

Most popular songs of Arijit Singh

Other artists of Film score