Baatein Ye Kabhi Na

Jeet Gannguli / Sayeed Quadri

baatein ye kabhi na tu bhoolna
koi tere khatir hai jee raha
jaaye tu kahin, bhi ye sochna
koi tere khatir hai jee raha
tu jahaan jaaye mehfooz ho
tu jahaan jaaye mehfooz ho
dil mera maange bas ye duaa

baatein ye kabhi na tu bhoolna
koi tere khatir hai jee raha
jaaye tu kahin, bhi ye sochna
koi tere khatir hai jee raha

humdard hai, humdum bhi hai
tu saath hai toh zindagi
tu jo kabhi door rahe
ye humse ho jaaye ajnabi
tujhse mohabbat karte hain jo
tujhse mohabbat karte hain jo
kaise kare hum usko bayaan

baatein ye kabhi na tu bhulna
koi tere khatir hai jee raha
jaaye tu kahin, bhi ye sochna
koi tere khatir hai jee rahaa

jaagi bhi hai royi bhi hai
aankhein ye raaton mein mere
kyun har ghadi milke tujhe
lagti rahe bas teri kami
hum toh na samjhe tum hi kaho
hum toh na samjhe tum hi kaho
kyun tumko paake tumse juda

baatein ye kabhi na tu bhoolna
koi tere khatir hai jee rahaa
jaaye tu kahin, bhi ye sochna
koi tere khatir hai jee rahaa

Trivia about the song Baatein Ye Kabhi Na by Arijit Singh

Who composed the song “Baatein Ye Kabhi Na” by Arijit Singh?
The song “Baatein Ye Kabhi Na” by Arijit Singh was composed by Jeet Gannguli and Sayeed Quadri.

Most popular songs of Arijit Singh

Other artists of Film score