Sun Le Zara

Jeet Gannguli / Sandeep Nath

dar pe, tere aake
main khada, sir jhuka ke
dar pe, tere aake
main khada, sir jhuka ke

kar de karam
apna dharam main nibhaun, o rehnuma
meri duaa hai ilteja
sun le zara
sun le zara, sun le zara
sun le zara meri duaa

har pal dil mein hai sholay jalte hue
khudko bachaun me kaise pighalte hue
har pal dil mein hai sholay jalte hue
khudko bachaun me kaise pighalte hue

thehare huve mere kadam
chal na paaun o rehnuma
meri duaa ye ilteja sun le zara
sunle zara, sunle zara
sun le zara meri duaa

kar loon main poore khud se jo waade mere
ab tu dikha de raahein, main sadke tere
kar loon main poore khud se jo waade mere
ab tu dikha de raahein, main sadke tere

dil mein mere kitne bharam
kya bataaun o rehnuma
meri duaa ye ilteja sun le zara
sunle zara, sunle zara
sun le zara meri duaa

sun le zara, sun le zara
sun le zara meri duaa

Trivia about the song Sun Le Zara by Arijit Singh

Who composed the song “Sun Le Zara” by Arijit Singh?
The song “Sun Le Zara” by Arijit Singh was composed by Jeet Gannguli and Sandeep Nath.

Most popular songs of Arijit Singh

Other artists of Film score