Aankh Milaaoongi
Budtameezi pe hum aa gaye to
Tum shareefon ka phir kya hoga
Hai sheeshe ke ghar tumhaare
Maara patthar to phir kya hoga
Naachoon naachoon, na na na naachoon
Aankh milaaoongi, aankh churaaoongi
Dil dhadkaaoongi, hosh udaaoongi
Ae, sab ko mana loongi, sab ruth gaye to kya
Main naachoon bin paayal, ghunghroo toot gaye to kya

Kuch mushkil thi meri zara der se aayi hoon
Lekin main mohabbat ke nazaron ne laayi hoon
Naachoon naachoon, na na na naachoon
Kuch mushkil thi meri zara der se aayi hoon
Lekin main mohabbat ke nazaron ne laayi hoon
Dil kaanch ke hote hai, yeh toot gaye to kya
Main naachoon bin paayal, ghoonghroo toot gaye to kya
Naachoon naachoon, na na na naachoon
Maana ke duniya mein har kadam pe dhoka hai
Auron pe nahin lekin mujhe khud pe bharosa hai
Naachoon naachoon, na na na naachoon
Maana ke duniya mein har kadam pe dhoka hai
Auron pe nahin lekin mujhe khud pe bharosa hai
Jo kachche dhaage the, voh toot gaye to kya
Main naachoon bin paayal, ghoonghroo toot gaye to kya
Naachoon naachoon, na na na naachoon