Ek Hasina Thee, Ek Divana Tha

Ek hasina thee, ek divana tha
kya umar, kya sama, kya jamana tha
ek hasina thee hasina thee, ek divana tha divana tha
kya umar, kya sama, kya jamana tha

ek din woh mile, roj milne lage
phir mohabbat huyee, bas kayamat huyee
kho gaye tum kaha, sunke yeh dastan
log hairan hain, kyun kee anjan hain
ishk kee woh galee, baat jisakee chalee
uss galee me meraa aana, jana tha
ek hasina thee, ek divana tha
kya umar thee, kya sama tha, kya jamana tha
ek hasina thee, ek divana tha

uss hasin ne kaha suno janewafa
yeh falak, yeh jamin tere bin kuchh nahee
tujhpe maratee hu mai, pyar karatee hu mai
baat kuchh aur thee, woh najar chor thee
usake dil me chhupee chah daulat kee thee
pyar kaa woh fakat ek bahana tha
ek hasina thee, ek divana tha
kya umar thee, kya sama tha, kya jamana tha
ek hasina thee, ek divana tha

bewafa yar ne apne mehbub se aisa dhoka kiya
aisa dhoka kiya, dhoka dhoka
aisa dhoka kiya, jaher usako diya
dhoka dhoka dhoka dhoka, jaher usako diya

mar gaya woh jawan , abb suno dastan
janm leke kahee phir woh pahucha wahee
shakl anjan thee, katl hairan thee
samna jab huwa , phir wahee sab huwa
usape yeh karj tha , farj ko karj apna chukana tha

Most popular songs of Asha Bhosle

Other artists of Pop rock