Kaha Tak Phuncha
Intro:
Ashin:
Ye roz manzaro ko utarun inpr behti kalmo se
whi kudsiyo pe baithun saalo se mera woh Sthal ho sthir
Ashin:
Na toh photogenic chehra selfie kheencha na maine
Lge na pleasant ghrka mera seesha tk
Kis halat me hun chahe ghisa luck jitna fr bhi the mere decisions fucked
Please ab na hona mjhse bnke baithun Art k war ka mai prisoner
Mrdo ki life hi jab easy na or Mai araam chahun to kahun kise nar
Nikla dhoondhne jwaab mai to kise darshan dun sunne ko mjhe bhejun kise khat?
Lgun Bhisand frustrate sa mere recent spne tk the abhi bhi stuck
Na mile hukum ka ikka chahe aake kr do meri sleeves ab cut
Bhai kese hm bichate prashtho pr apne sb aaj dukh dard
life ye Bnd kitaab pr sbse kstho k panno pe lga Bookmark
Kya kh de geet me jo aage tk bhi rahe?
poori takat di
Na kisi wah k liye kiya
Dakhil hai ki ye meri akhiri feeling jo aaj hai likhi devnagari lipi me
Koi smjhe na meri wani tbhi gaata mai saare Akchadh staake
Kaanpu mai jb bhi sochun tarakki hastakchar bhi mere ab Dgmgate
Ab jo bhi support tha slowly km hota
Baithun Lowkey mai hokr Dikhe chehre pe kmi insecurity grow jb toh lg jata mere bkchodi mukhauta
Fr bhi hai itni takat bhari ki ttpaar tyaar mai faadhne ko
Is kalam ki dhaar hai itni tez sb kat k gire kuch utaar dun to
Hook:
Abhi bhi baitha usi palo me
jaake dekhun ateeto k panno pe
Kaha tk phuncha mai?
Dohra raha panktiyo ko najane kb se
Mitadhun fr likhta
Phuncha hun kaha tk ye kon jaane?