Bakhuda Tumhi Ho
tu hi ehsason mein
tuhi jazbaton mein
tu hi lamhaton mein
tu hi din raaton mein
bakhuda tumhi ho, har jagah tumhi ho
haan mein dekhun jahan jub
us jagah tumhi ho
yeh jahan tumhi ho, woh jahan tumhi ho
is zameen se falak ke darmiyan, tumhi ho
tumhi ho beshumar, tumhi ho
tumhi ho, mujh mein haan, tumhi ho
tumhi ho
ho
kaise batayein tumhein, aur kis tarah yeh
kitna tumhein hum chahte hain
saaya bhi tera dikhe, to paas jaake
usmein simat hum jaatay hain
raasta tumhi ho, rehnuma tumhi ho
jiski khwahish hai humko, woh panah tumhi ho
tumhi ho, beshumaar, tumhi ho
tumhi ho mujh mein haan, tumhi ho
tum hi ehsason mein
tum hi jazbaton mein
tum hi lamhaton mein
tum hi din raaton mein
kaise batayein tumhein, shub mein tumhare
khwab haseen jo aatay hain
kaise batayein tumhein, lamz woh saare
jism ko jo mehkate hain
ifteda tumhi ho, inteha tumhi ho
tum ho jine ka maksad
aur wajah tumhi ho
bakhuda tumhi ho, har jagah tumhi ho
haan mein dekhua jahan jab, us jagah tumhi ho
yeh jahan tumhi ho, woh jahan tumhi ho
iss zameen se falak ke, darmiyan tumhi ho
tumhi ho, beshumar, tumhi ho
tumhi ho, mujh mein haan, tumhi ho
tumhi ho
ho