Farzi

Hamza Shakeel

Kabhi sochon ke chand pe behosh hon
Kabhi sochon ke neend ko me khojon
Kabhi sochon ke khud ko dhondo
Kabhi sochon ke kia me madhosh hon
Karun ye sawal roz me khud se
Ke kab aye ga sawera badly jo din mera
Karun ye sawal me rooz us zaat se
Ke kab kis waqt badlay wo waqt mera
Wo sunta sab ki
Me suno rab ki
Baat he yeh tab ki
Baat he us waqt ki
Baat he ye haq ki
Par baat he ruswayi ki
Ke dil me chor ke har jaga he iman mera
Sunaon ab beeti yehi he ab kam mera
Karun baat me haq ki bas ye hi he ab kam mera
Mujhy nahi fikar k kon mera nam lewa
Me or mera haal ek dosry ko daat deraha
Daat deraha he hal mera
Haal mera
Sath deraha
Khud ko mana k
Kalam likhraha jan leva
Jan lena
Tum meri baten
Me khud se kam milta
Kab kri mulaqaten
Me dekho aine ko bhi ab muskura k
Me kro baaten bas geet gun gunaty
Kar raha safar zindagi ka hus husa k
Kary hn kuch kam esy chalo bach bacha k
Panon pe dard me likho
Yaqeen se sir uncha
Phir me harf na likho
Or phir me dard youn likhon
Jesy mar k jeyon
Wesy kar k jeyon
Waden hn khud k youn
Na kabhi mar k jeyon
Baten ye farzi
Karta me jaon
Ho me kon
Chalta bas jaon
Baten ye farzi
Karta me jaon
Ho me koon
Chalta bas jaon

Most popular songs of Dade

Other artists of French alternative rock