Ab Puch

Pucha Sawal maine khudse yha kitne bar
Kya sabse kar rha hu jo hona wo hoke rhega
Tu phir khaeko darr rha hu
Dheere dheere jimedaari aane lagi
Tu maine dekha ab tu may khudse sudhar rha hu
Dosti yaari maje maari me chadne lga tha
Ab utr rha lga hu badlna hai sabko
Ye thaan liya tha hai maine sach much
Jo Bhi kehta the kya tu kamayega ye sab karke
Aaja beta Ab puch Ab puch

Ha Ab Puch mujhe may bolo ye suruwaat hai
Ganna Record ho le ra hai aur
Ho le ra raat hai
Sab saale suche ye kaise likh paa rha hai
Etni saari baate mujhe kaafi daate ghar wale
Uske bina ham ye kabhi nahi kar paate
Diss game me maar dalte sab log ko tadpake
Studio mein kafi din kaam kiya
Maja aa raha Ghar aake
Kar aakhe upar aaj ghum rha car mein
Pehle leke scotter aas paas bahot shoter
Udta kabootar ha maje liya maine
Bina fame ke bhi
Lagodi se lekar saanp sidi ludo game ke bhi
Pehan ke bhi ghuma ho main SHAKTIMAN ke kapde
Bachpan se Altar tha pagal se
Ladke pe bhadke kuch log
Kyuki ladka khud ladke baate
Kar raha chadke upar tu sab sadke reh gaye
Ham tu bas keh gaye baaki sab beh gaye
Lalach mein pasie ke kajaj mein
Magaj mein lalach na kabhi ghusne diya
Mehnat kiya maine jamke
Aur mujhe beta usne diya chapad faadke

Ab Puch ab Puch

Koi nhi puche jab tal uche
Na ho jao zindagi mein
Kuch hai tu sirf daulat hai fasle
Gandagi mein aese soch wale
Khudko pehle sahi jgah pe phucha le
Dimag enka sauchalye aesa soch
Socha nhi kabhi main
Sabka Bhla socha ha aage badha tabhi main
Abhi main wha pe nahi jha pe tha pehle
Aaye le yha pe sab akele tu jayenge akele
Thakele rehna banke jeena hath pair hai
Khoon paseena baha ke lado taqleefo se
Jaake dekho kitne log taqleefo ke bhi
Wo sapno ke oar daude
Killa rakh ke thok de hathaude
Izzat nai kamaayega toh nai denge ye
Kaahe ko phode, kaahe ko tode
Kisko kaahe ko nichode aisa koi aayega kya
Jo insaano ko jode
Mauka chhode tab jaake dimaag daude
Aise kitne log hai jo jaag ke bhi so rahe
Udth jaaon

Ab puch ab puch

Insaan ke aakh mein khauf dekha
Sach dekh ke karta andekha
Sabne baith ke fun dekha
Apni bhalaai pe man behka hai sabka
Duniya khatam kab ka ho chuka hai
Log nai sunn rahe rabb ka
Sabko apni padi hai
Kaun kisko de raha phatka
Sirf maze lene mein bhatka
Zindagi mein hai atka
Dimaag mein kachra bhara hai
Laga le tu jhaadu katka
Kyun phokat ka khaane ki aadat hai
Insaano pe laanat hai
Galat hote dekhne ki inki aadat hai
Yaha soch bahut chhoti aur lambe imaarat hai
Kaale paise gora karne ko rakhte daawat hai
Main khul ke baat karu mann ki baat
Yaha beta sabko izaajat hai khul ke bol

Ab puch ab puch

Puchha sawaal maine khudse yaha kitne baar
Kya sabse kar raha hoon
Jo hona hai wo hokar rahega
Tu phir kaaheko darr raha hoon
Dheere dheere zimmedaari aane lagi
Tu maine dekha ab toh main
Khudse sudhar raha hoon
Dosti yaari maje maari me chadne laga tha
Ab main utr raha hoon badlna hai sabkuch
Ye thaan liya tha hai maine sach much
Jo Bhi kehta the kya tu kamayega ye sab karke
Aaja beta ab puch ab puch

Ab puch ab puch

Emiway Bantai malum hai na
Peace out!

Most popular songs of Emiway Bantai

Other artists of Old school hip hop