Bana Sharabi

Tanishk Bagchi

pehli nazar teri maar gayi
meri jaan gayi sajna
ek hi dhadkan paas thi
jo tere paas gayi sajna

main sab chadd aaun tere liye
duniya ko bhulaun tere liye
bas kam zara ye gam zara kar de

jo tune pilai bana sharabi
hai dil main na gum koi zara bhi
tu mera humdum tu mera dushman
tu hi saza hai tu hi rihai

jo tune pilai bana sharabi
hai dil main na gum koi zara bhi
tu mera humdum tu mera dushman
tu hi saza hai tu hi rihai

karne de sabko yaara meri buraai
manzoor mujhko meri hai yeh tabaahi
main jeena chahoon tere liye
khud ko main bacha loon tere liye
itna mujhpe ehsaan zara kar de

jo tune pilaayi bana sharabi
hai dil main na gum koi zara bhi
tu mera humdum tu mera dushman
tu hi saza hai tu hi rihai

jo tune pilai bana sharabi
hai dil main na gum koi zara bhi
tu mera humdum tu mera dushman
tu hi saza hai tu hi rihai

oh maula na jaane kya teri ye maaya
kyun usse milaya kyun aashiq banaya
jo dard diya hai toh sehna sikha de
kya hai mere dil main tu usse bata de

oh maula na jaane kya teri ye maaya
kyun usse milaya kyun aashiq banaya
jo dard diya hai toh sehna sikha de
kya hai mere dil main tu usse bata de

Trivia about the song Bana Sharabi by Jubin Nautiyal

Who composed the song “Bana Sharabi” by Jubin Nautiyal?
The song “Bana Sharabi” by Jubin Nautiyal was composed by Tanishk Bagchi.

Most popular songs of Jubin Nautiyal

Other artists of Pop rock