Taaron Ke Shehar (feat. Neha Kakkar)

Jaani

na chain se jeene degi
na chain se marne degi
na chain se jeene degi
na chain se marne degi

haan chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi

chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi

jo tum na meri baahon mein
main to so nahi sakta
khuda ne tujhko diya mujhe
tujhe main kho nahi sakta

main marr jaunga agar kabhi
kehna pad gaya yeh sanam
main tera hi hoon
magar tera ho nahi sakta

humein maar hi na daale
buri nazar yeh logon ki
yeh hath chhudayenge
na hath pakadne degi

haan chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi

chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi

log humse jalte hain
jalte hain iss baat pe
kyun itne zyaada khoobsurat
lagte hain hum sath mein

log humse jalte hain
jalte hain iss baat pe
kyun itne zyaada khoobsurat
lagte hain hum sath mein

jo bhi ishq mein hote hain
hote hain deewane se
khushi nahi dekhi jaati
mohabbat ki zamaane se

mujhe pata hai oh janam
chahe kuchh bhi ho jaaye
tu khud mar jaayegi
jaani na marne degi

haan chalo le chalein tumhein
taaron ke shehar mein
dharti pe yeh duniya
humein pyar na karne degi

Trivia about the song Taaron Ke Shehar (feat. Neha Kakkar) by Jubin Nautiyal

Who composed the song “Taaron Ke Shehar (feat. Neha Kakkar)” by Jubin Nautiyal?
The song “Taaron Ke Shehar (feat. Neha Kakkar)” by Jubin Nautiyal was composed by Jaani.

Most popular songs of Jubin Nautiyal

Other artists of Pop rock