Raatain

Muhammad Ali

Raatain beeti sath sath
Ishq mera barhta gaya
Hath thama tera tera
Phir bhi kyun hai mujhsay gila
Raaton ko tu jo hai jaga
Dil main hai pyar bhi tere
Har dard pe meray teri
Ankhon main ansu hai bharay
Jadu tera mujhpay hai cha gaya
Kaisay bataun tujhay dil ka haal main
Na hona kabhi mujhsay tu juda
Teray baghair jeena mushkil hai yahan
Raatain ab juda
Kho sa main gaya
Jo hua so hua
Ab na aye ga
Tu na aye ga
Jo hua so hua
Lamhein guzray sath sath
Qareeb tu hota hi gaya
Pyar hai tu mera mera
Dil main hai bus teri jagah
Likhta raha tere baray main
Duniya sunti gayi mujhay
Ik baar tu bhi sun zara
Gehra tha pyar han mera
Jadu tera mujhpay hai cha gaya
Kaisay bataun tujhay dil ka haal main
Na hona kabhi mujhsay tu juda
Teray baghair jeena mushkil hai yahan
Raatain ab juda
Kho sa main gaya
Jo hua so hua
Ab na aye ga
Tu na aye ga
Jo hua so hua
Raatain ab juda
Kho sa main gaya
Jo hua so hua
Ab na aye ga
Tu na aye ga
Jo hua so hua

Most popular songs of Muhammad Ali

Other artists of Free jazz