Pyar Karna Bhi Aaya Nahi

SHAAN / Sunidhi Chauhan

Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi
Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi
Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi

Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi
Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi

Chaahaton ka safar karke dekho zara
Tum kisi par kabhi mar ke dekho zara
Chaahaton ka safar karke dekho zara
Tum kisi par kabhi mar ke dekho zara

Gar mohabbat mein youn jaan deni pade
Is mohabbat se phir dil yeh tauba kare

Pyaar karna kisi ne sikhaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi

Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi

Dil na maane agar to bata kya karein
Apne dil ka magar hum kaise sauda karein
Dil na maane agar to bata kya karein
Apne dil ka magar hum kaise sauda karein

Youn sataate ho tum muskuraate ho tum
Istarah dil ko mere haan jalaate ho tum

Faisla dil ne ab tak sunaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi

Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi
Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi
Tumne dil mein kisi ko basaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi

Rog dil ko kabhi yeh lagaaya nahi
Isliye pyaar karna bhi aaya nahi

Trivia about the song Pyar Karna Bhi Aaya Nahi by Sunidhi Chauhan

Who composed the song “Pyar Karna Bhi Aaya Nahi” by Sunidhi Chauhan?
The song “Pyar Karna Bhi Aaya Nahi” by Sunidhi Chauhan was composed by SHAAN and Sunidhi Chauhan.

Most popular songs of Sunidhi Chauhan

Other artists of Indie rock