Tum Aaj Mile Ho Mushkil Se
(tum aaj mile ho mushkil se
mulaqat kabhi bhi khatam na ho
yeh raat kabhi bhi khatam na ho
yeh raat mili hain mushkil se) - 2
tum aaj mile ho mushkil se
zulfon ka andhera ho baahon ka ghera ho
tu bas rahe bahon main kabhi nasavera ho
ho rishta yeh jismo ka ab itna gehra ho
saaye pe bhi mere tera hi pehra ho
yeh baat chali hain mushkil se
yeh baat kabhi bhi khatam na ho
yeh raat kabhi bhi khatam na ho
yeh raat mili hain mushkil se
tum aaj mile ho mushkil se
mulaqat kabhi bhi khatam na ho
kutch na kaho tum kuthc na kahe hum
bas roj aaise hi milte rahe hum
ho ab garm saanson ki yahi tammanna hain
chaht ke sholon main jalte hi rehnahain
yeh aag lagi hain mushkil se
yeh aag kabhi bhi khatam na ho
yeh raat kabhi bhi khatam na ho
yeh raat mili hain mushkil se
tum aaj mile ho mushkil se
mulaqat kabhi bhi khatam na ho
maine sajayi hain maang tere naam ki
pal pal japi hain maine mala apne shaam ki
kutch bhi nahi main tere bin saajan
toote kabhi na bandhan yeh paawan
tera saaath mila hain mushkil se
yeh saath kabhi bhi khatam na ho
tum aaj mile ho mushkil se
yeh raat kabhi bhi khatam na ho