AAJ KAL

TriK

Aaj kal
Na jaane Kaha mera dhyan hai
Duniya se hatke ye uchi udaan hai
Betha mai fatke na hosh o aawaz hai
Ulta mai latka hu chaand ke paas mai

Duniya hai jalsaa ya bas ek shraap hai
Kehta hain Saaf rakhe dil toh sab maaf hai
Kehte bohot par kisse vishwas hai
Sach peejao toh woh vish ka ahsaas hai

Aaj kal
Mera nahi koi khaas hai
Jeet bhi meri hi aur meri hi haar hai
Seekha bohot baki kiya barbaad hai
Teekhi bohot har ek ki zubaan hai

Aj kal
Aayi jaan mai jaan hai
Jaan ka na pata kya hona is ke baad hai
Jankar mai khoya nahi dhoondna aasan hai
Maankar ye chalo ab bas vishram hai

Karna bas
Khudki umeedo se gaya mai thak
Pehle jo tha ab mai nahi woh shaks
Karun koshish jaati sans attak

Meri baaten alag
Palle mere pade
Tabhi sunte hain kam
Mere jaise jo hain
Hum baantle gum
Ik dusre se
Nahi chaat te hum
Girke pairo pe

Par ankhon mai jab dhul padi
Ho gya alag mai gairo se
Nahi peeta sharab
Fir bhi leta dua hoon
Mai Hardin
Baba bhairo se

In beete dino ki sehro mai
Nahi aata hai chain ab shehro mai

Dil chod aaya Mai waadiyo mai
Nahi lagta hai man ab sadko pe

Ho gaye din woh puraane

Most popular songs of TriK

Other artists of