Jaaney Do [From "Do Aur Do Pyaar"]

Azazul Haque, Subhajit Mukherjee

Ruke Na
Jo Chalte Baadal Agar
Na Baarish Ka Ho Basar
Unhe Jaaney Do

Boondein Jo
Na Barse
Sukhe Hothon Par
Na Khwahish Ho
Khwaabon Si Tarr
Unhe Jaaney Do

Samandar Mita De Jo Reton Ka Ghar
Deh Jaaney Do
Toofan Tike Na Jo Kashti Agar
Beh Jaaney Do
Beh Jaaney Do

Jo Subah Ho
Guzri Raat Se Bekhabar
Chhoote Dhaagon Si Besabar
Sira Kat Jaaney Do

Raahon Ki
Jo Na Manzil Pe Ho Nazar
Na Mile Saath
Jo Do Dagar
Raste Batt Jaaney Do

Dundh Mein Kho Jaaye
Parchhayi Gar
Kho Jaaney Do

Jo Tanha Ho
Anjaa Akeli Sehar
Ho Jaaney Do
Ho Jaaney Do
Ho Jaaney Do
Ho Jaaney Do
Ho Jaaney Do
Ho Jaaney Do
Jaaney Do
Beh Jaaney Do

Trivia about the song Jaaney Do [From "Do Aur Do Pyaar"] by Tushar Joshi

Who composed the song “Jaaney Do [From "Do Aur Do Pyaar"]” by Tushar Joshi?
The song “Jaaney Do [From "Do Aur Do Pyaar"]” by Tushar Joshi was composed by Azazul Haque, Subhajit Mukherjee.

Most popular songs of Tushar Joshi

Other artists of Asiatic music