Janam Janam (feat. Arijit Singh)

Amitabh Bhattacharya / Pritam

janam janam janam sath chalna yunhi
qasam tumhe qasam aake milna yahin
ek jaan hai bhale do badan hon juda
meri hoke humesha hi rehna
kabhi na kehna alvida

meri subha ho tumhi
aur tumhi shaam ho
tum dard ho tum hi aaram ho
meri duaaon se aati hai bas yeh sadaa
meri hoke humesha hi rehna
kabhi na kehna alvida

meri hoke humesha hi rehna
kabhi na kehna alvida

teri baahon mein hain mere dono jahan
tu rahe jidhar meri jannat wahin
jal rahi agan hai jo yeh do tarfa
na bujhe kabhi meri mannat yahi
tu meri aarzoo main teri aashiqi
tu meri shayari main teri mausiqi

talab talab talab bas teri hai mujhe
nason mein tu nasha banke ghulna yunhi
meri mohabbat ka karna tu haq ye ada
meri hoke humesha hi rehna
kabhi na kehna alvida

meri subha ho tumhi
aur tumhi shaam ho
tum dard ho tum hi aaram ho

meri duaaon se aati hai bas yeh sadaa
meri hoke humesha hi rehna
kabhi na kehna alvida
alvida

Trivia about the song Janam Janam (feat. Arijit Singh) by Antara Mitra

Who composed the song “Janam Janam (feat. Arijit Singh)” by Antara Mitra?
The song “Janam Janam (feat. Arijit Singh)” by Antara Mitra was composed by Amitabh Bhattacharya and Pritam.

Most popular songs of Antara Mitra

Other artists of Film score