Agar Tum Na Hote

DURGA NATRAJ, GURUJI RAMLAAL SHARMA

hamein aur jeene ki chaahat na hoti
hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Agar tum na hote, agar tum na hote

(Tumhen dekhke to lagta hai aise
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise)
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise)
Dikhaayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki

(Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa
Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa)
(Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa
Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa)
Kinaare pe bhi to leher aa duboti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki

Trivia about the song Agar Tum Na Hote by Kishore Kumar

Who composed the song “Agar Tum Na Hote” by Kishore Kumar?
The song “Agar Tum Na Hote” by Kishore Kumar was composed by DURGA NATRAJ, GURUJI RAMLAAL SHARMA.

Most popular songs of Kishore Kumar

Other artists of Film score