Meri Maa Ne Laga Diye

(meri maa ne meri maa ne laga diye solaah button meri choli mein
mere baabul o mere baabul tu ab jaldi se baithaade mujhe doli mein) - 2
mere baabul tu ab jaldi se baithaade mujhe doli mein

meri paayal mein satara ghungroon - main sataraan saal ki huyi
yehi to woh o yehi to woh umar hai jis mein ke sohni mahiwaal ki hui - 2
mere haathon mere haathon mere haathon mein atharaah chudiyaan
main chham chham nachadi phiraan
pichhe picche meri laaj nighodi main aage aage nachdi phiraan - 2

jhuti dari pe mooch laga ke, dagaa wo beimaan reh gaya
aaya banke o aaya banke gali ka darzi, kameez ka woh naap le gaya - 2
kaise de doon haay kaise de doon de doon
kaise de doon main dil tujhe sajana yeh dil hai rumaal to nahin
kaise le loon kaise le loon main tere kangna kahin yeh koi chaal to nahin
koi ladka pasand nahin aaya ke bas maine na kardi
naam uska naam uska magar jab aaya to phat maine haan kardi
oy shava shava shava
kaise jaaon sajana se milne main kaise ikraar karloon
sab poochenge o (sab poochenge aayi kahaan se bahana taiyaar kar loon) - 2

mere nainon ke teer kamaan se churaake saare teer le gaya
main naha ke talaab se nikali woh meri tasveer le gaya
kuch de ke kya? kuch de ke use tu waapas woh teri tasveer maang le
aisa na ho (aisa na ho ke chouraahein pe woh teri tasveer taang de) - 2

mujhe sakhiyon mujhe sakhiyon mujhe sakhiyon aise na nachaao ki yeh hai sasuraal meri
mere lehnge mein o mere lehnge mein ghoongroon lagaoo to phir dekho chaal meri
mere lehnge mein ghoongroon lagaoo to phir dekho chaal meri
meri maa ne laga diye solaah button meri choli mein
mere baabul o mere babul tu ab jaldi se baithaade mujhe doli mein
mere baabul tu ab jaldi se baithaade mujhe doli mein

Most popular songs of Lata Mangeshkar

Other artists of Film score