Aasmaan

Rapture

Hook:
Baadalon ki baatein, karte kyun yeh saare,
Jab bhi kholu aankhein, badalte hain nazaare,
Iss dhuen ke sheher mein, dikhte na sitaare,
Aasmaan ke niche humne kitne din guzaare,

Verse:
Socha tha ki, zindagi main,
Hum banenge, kuch sahi se,
Par itne saalo se, baithe hum yahi pe,
Leke sapne, dhundte tareeke,
Aaj paise, daudte hain aage,
Khwahishe woh, reh gayi hain piche,
Beche humne, kitne pal hain,
Ab samay bhi na chalne wala dheere,
Hook:
Baadalon ki baatein, karte kyun yeh saare,
Jab bhi kholu aankhein, badalte hain nazaare,
Iss dhuen ke sheher mein, dikhte na sitaare,
Aasmaan ke niche humne kitne din guzaare,
Baadalon ki baatein, karte kyun yeh saare,
Jab bhi kholu aankhein, badalte hain nazaare,
Iss dhuen ke sheher mein, dikhte na sitaare,
Aasmaan ke niche humne kitne din guzaare,

Most popular songs of Rapture

Other artists of Doom metal