Tujhe Mein Rab Dikhta Hai

Jaideep Sani

Tu hi to jannat meri
Tu hi mera junnon
Tu hi to mannat meri
Tu hi rooh ka sukun
Tu hi ankhiyon ki thandak
Tu hi dil ki hai dastak
Aur kuch na janu mein
Bas itna hi jaanu

Tujhe mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujhe mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu

Sajde sae jhukta hai
Yaara mein kya karu

Tujhe mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu

Kaise hai yeh doori
Kaise majboori
Mene nazaron se tujhe choo liya
Kabhi teri khusboo
Kabhi teri baatein
Bin maange yeh jahan pa liya

Tu hi dil ki ha rounak
Tu hi janmon ki daulat
Aur kuch na janu

Bas itna hi janu

Tujhe mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Tujhe mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu

Sajde sae jhukta hai
Yaara mein kya karu

Tujhe mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu

Rab ne bana di jodi

Cham cham aaye
Mujhse tarshaye
Tera shaya ched ki chumta
O o
Tu jo muskaye
Tu jo sharmaye
Jaise mera hai khuda jhomta
Tu hi meri barkart
Tu hi meri ibaadat

Aur kuch na janu
Bas itna hi janu

Tujhe mein rab dikhta hai

Yaara mein kya karu
Tujhe mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu

Sajde sae jhukta hai
Yaara mein kya karu

Tujhe mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu

Rab ne bana di jodi

Trivia about the song Tujhe Mein Rab Dikhta Hai by Roop Kumar Rathod

Who composed the song “Tujhe Mein Rab Dikhta Hai” by Roop Kumar Rathod?
The song “Tujhe Mein Rab Dikhta Hai” by Roop Kumar Rathod was composed by Jaideep Sani.

Most popular songs of Roop Kumar Rathod

Other artists of Film score