Bemisaal Babasaheb

Rajesh Dhabre

Sab chale saath
desh rahe zindaabaad

baabaasaahab, baabaasaahab

tere sangharsh ka ek hi dhyaas baabaasaahab

desh ka ho pura vikaas
desh ka ho pura vikaas

sab chale saath rahe zindaabaad
baabaasaahab, baabaasaahab
baabaasaahab, baabaasaahab

hum sabke liye padhe tum,
samata ke liye ladhe tum

hum sabke liye padhe tum,
samata ke liye ladhe tum

har mushkil ka kar saamana
unnat kee seedhi chadhe tum

har mushkil ka kar saamana
unnat kee seedhi chadhe tum

itihaas mein bhi na ho aisi koi misaal
itihaas mein bhi na ho aisi koi misaal
baabaasaahab, baabaasaahab
baabaasaahab, baabaasaahab

tere sangharsh ka ek hi dhyaas baabaasaahab

desh ka ho pura vikaas
desh ka ho pura vikaas

mazduron kisaano ke banagaye rehanumaan tum

mahila aur shoshiton ke banagaye maaseehaan tum

saanjh sanvere mehanat se likha ye sanvidhaan

saanjh sanvere mehanat se likha ye sanvidhaan

bhaarat maan ke sachche suputr tum mahaan
bhaarat maan ke sachche suputr tum mahaan
baabaasaahab, baabaasaahab
baabaasaahab, baabaasaahab

tere sangharsh ka ek hi dhyaas baabaasaahab

desh ka ho pura vikaas
desh ka ho pura vikaas

Trivia about the song Bemisaal Babasaheb by Shankar Mahadevan

Who composed the song “Bemisaal Babasaheb” by Shankar Mahadevan?
The song “Bemisaal Babasaheb” by Shankar Mahadevan was composed by Rajesh Dhabre.

Most popular songs of Shankar Mahadevan

Other artists of Film score