Darmiyaan

Varun Jain, Naveen Patiyal

Dono ke haan ab darmiyaan
Pyar aisa jo chal raha hai
Dekha nahin kab se yahan
Khwaab aisa jo pal raha hai

Jo kabhi raste ka intezar tha
Hua abhi poora aisa wo aitbaar tha

Dono ke haan ab darmiyaan
Pyar aisa jo chal raha hai
Dekha nahin kab se yahan
Khwaab aisa jo pal raha hai

Tere bina jeena mera
Lagta jaise khona mera
Milte hi saansein bhar si jati hain ye
Teri meri baatein saari
Sath doobe raatein saari
Ghulte hi asar kar si jati hain ye

Jo kabhi raste ka intezar tha
Hua abhi poora aisa wo aitbaar tha

Dono ke haan ab darmiyaan
Pyar aisa jo chal raha hai
Dekha nahin kab se yahan
Khwaab aisa jo pal raha hai

Most popular songs of Varun Jain

Other artists of Indian pop music