Suraiyya (feat. Shreya Ghoshal)

Ajay-Atul / Amitabh Bhattacharya

tu hai sautan nem ki
pathshala prem ki
hum angootha chhaap
imtehaan legi kya

tu hai sautan nem ki
pathshala prem ki
hum angootha chhaap
imtehaan legi kya

dhadkanon ki chaal pe
iss keharwa taal pe
le chuki aalaap
uspe taan legi kya

suraiyya jaan legi kya
suraiyya jaan legi kya

suraiya bas kar bas kar yaar
suraiya jaan legi kya

suraiya jaan meri jaan
meri jaan legi kya
suraiya jaaaan legi kya

haaye ghar suraiyya jaan ke
sar jhuka ke aaye ho
de chuki hai darsan
ab parsaad degi kya

ghar suraiyya jaan ke
sar jhuka ke aaye ho
de chuki hai darsan
ab parsaad degi kya

sabka dil behla chuki
thumriya bhi gaa chuki
baandh ke ab saath mein
aulaad degi kya

suraiyya jaan degi kya
suraiyya jaan degi kya

suraiyya bas kar bas kar yaar
suraiyya jaan legi kya
suraiyya jaan meri jaan
meri jaan legi kya

nahi toh jaan degi kya

hoye meri nazron mein
sab ek hai
meri nazron mein sab ek hai
kya general kya sipahiya
sab ke dil mein khushfehmi hai
wo hi hai mera saiyaan
haan do pal ki gustaakhi toh
hanste hanste deti hai
mohabbat ka darja suraiyya

arre arre arre
kal ko upar jaana hai
jaake muh dikhana hai
thoda toh sudhar ja suraiya

arre bas bhi kar suraiyya
rab se darr suraiyya
hai dil tera ya patthar suraiyya

saari jaydaat aur mehakmein
likh diye hai inhone tere haq mai
inn thago se inn thago se inn thago se
ab tu hindostan legi kya

suraiyya jaan legi, haan

Trivia about the song Suraiyya (feat. Shreya Ghoshal) by Vishal Dadlani

Who composed the song “Suraiyya (feat. Shreya Ghoshal)” by Vishal Dadlani?
The song “Suraiyya (feat. Shreya Ghoshal)” by Vishal Dadlani was composed by Ajay-Atul and Amitabh Bhattacharya.

Most popular songs of Vishal Dadlani

Other artists of Film score