Deewana Tera

Faiz Anwar

Deewana, main hun deewana tera
Deewana, main hun deewana tera
Deewana

Mausam hai mastana
Uss pe dil deewana
Deewana, main hun deewana tera
Deewana, main hun deewana tera

Mausam hai mastana
Uss pe dil deewana
Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye

Deewana main hun deewana tera
Deewana main hun deewana tera
Mausam hai mastana
Uss pe dil deewana
Deewana

Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye

Yaad teri aane lagi,jaan jaane lagi hai
Ho ke juda kyun tu mujhe, aazmane lagi hai
Yeh bhi to soch le dil hai sheesha mera
Jaane kab toot jaaye

Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye

Pyar tujhe jab se kiya,bhool baetha main sab ko
Tune magar jaana nahi dhadkano ki talab ko
Mere ehsaas mein tu hi tu bas gayee
Kaun tujhko bataye

Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye

Deewana main hun deewana tera
Yeh marzi teri tu aaye na aaye

Trivia about the song Deewana Tera by Sonu Nigam

On which albums was the song “Deewana Tera” released by Sonu Nigam?
Sonu Nigam released the song on the albums “Deewana ” in 1999 and “Soulful Sonu Nigam Specials ” in 2017.
Who composed the song “Deewana Tera” by Sonu Nigam?
The song “Deewana Tera” by Sonu Nigam was composed by Faiz Anwar.

Most popular songs of Sonu Nigam

Other artists of Pop