Jai Tulsi Mata - Tulsi Mata Ki Aarti [Aarti]

ANISH SHARMA, SANJEEVANI BHELANDE

Jai Jai Tulsi Mata, Sab Jag Ki Sukh Data
Sab Yogon Ke Upar, Sab Bhogo Ke Upar
Ruj Se Raksha Kar Bhav Trata
Jai Jai Tulsi Mata
Batu Putri He Shyama Sur Balli He Gramya
Vishnu Priye Jo Tumko Seve So Nar Tar Jata
Jai Jai Tulsi Mata
Hari Ke Sheesh Virajat Tribhuvan Se Ho Vandit
Patit Jano Ki Tarini Tum Ho Vikhyata
Jai Jai Tulsi Mata
Lekar Janm Vijan Me Aayee Divya Bhavan Me
Manavlok Tumhi Se Sukh Sampatti Pata
Jai Jai Tulsi Mata
Hari Ko Tum Ati Pyari Shyam Varun Kumari
Prem Ajab Hai Unka Tumse Kaisa Nata
Jai Jai Tulsi Mata
Jai Jai Tulsi Mata, Sab Jag Ki Sukh Data
Sab Yogon Ke Upar, Sab Bhogo Ke Upar
Ruj Se Raksha Kar Bhav Trata
Jai Jai Tulsi Mata

Trivia about the song Jai Tulsi Mata - Tulsi Mata Ki Aarti [Aarti] by संजीवनी भेलांडे

Who composed the song “Jai Tulsi Mata - Tulsi Mata Ki Aarti [Aarti]” by संजीवनी भेलांडे?
The song “Jai Tulsi Mata - Tulsi Mata Ki Aarti [Aarti]” by संजीवनी भेलांडे was composed by ANISH SHARMA, SANJEEVANI BHELANDE.

Most popular songs of संजीवनी भेलांडे

Other artists of Film score